SEARCH RESULTS
Showing search results for "صنم"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "صنم"
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ho niko naam jo qabro.n kii tijaarat kar ke
kyaa na bechoge jo mil jaa.e.n sanam patthar ke
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "صنم"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "صنم"
Sher
ai sanam jis ne tujhe chaa.nd sii suurat dii hai
usii allaah ne mujh ko bhii mohabbat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil me.n ab yuu.n tire bhuule hu.e Gam aate hai.n
jaise bichh.De hu.e kaabe me.n sanam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ai sanam vasl kii tadbiiro.n se kyaa hotaa hai
vahii hotaa hai jo manzuur-e-KHudaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Fana bulandshahri
Nazm
la-ilaha-illallah
ye daur apne baraahiim kii talaash me.n hai
sanam-kada hai jahaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
taaq-e-abruu me.n sanam ke kyaa KHudaa.ii rah ga.ii
ab to puuje.nge usii kaafir ke but-KHaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyuu.n kufr hai diidaar-e-sanam hazrat-e-vaa.iz
allaah dikhaataa hai bashar dekh rahe hai.n