SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرشد_کامل"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "مرشد_کامل"
Ghazal
dil ravaa.n jis kaa ho ik murshid-e-kaamil kii taraf
kaun rokegaa use jaane se manzil kii taraf
Shaz Malik
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Short story
اندر بوٹی مُشک مچایا، جاں پھلاں تے آئی ہو۔ جیوے مرشد کامل باہو، جیں ایہہ بوٹی لائی ہو۔...
Mona Shahzad
BOOKS MATCHES FOR "مرشد_کامل"
MORE MATCHES FOR "مرشد_کامل"
Ghazal
ban jaataa hai phir shaiKH kaa bhii murshid-e-kaamil
Dagtaa nahii.n piitaa hai jo paimaana hamaaraa
Shad Azimabadi
Ghazal
jo murshid-e-kaamil hai vo KHurshiid ke maanind
baKHshe hai muriido.n ko ziyaa kuchh nahii.n kahtaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
bai'at mai.n kis ke haath pe 'resham' karuu.n bataa
bazm-e-suKHan me.n murshid-e-kaamil ko.ii nahii.n
Reshma Zaidi
Ghazal
Om Prakash Laghar
Ghazal
yuu.n mere gird kohkan-o-qais hai.n 'shahiir'
jaise muriid murshid-e-kaamil ke aas-paas
Shaheer Machlishahri
Ghazal
go yaqii.n thaa miraa mohkam pa tan-aasaanii me.n
ye jo dil hai ye miraa murshid-e-kaamil na banaa
Ahmad Adil
Ghazal
saahib-e-dil hai vahii murshid-e-kaamil hai vahii
mere chehre se jo meraa Gam-e-pinhaa.n samjhaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
haasil hai karam us ko ik murshid-e-kaamil kaa
'shaakir' kii du.aa le lo 'shaakir' ne du.aa lii hai
Shakir Inayati
Ghazal
'bahzaad' us kii ziist ko.ii ziist hii nahii.n
jis ko 'ataa-e-murshid-e-kaamil na mil sakii