SEARCH RESULTS
Showing search results for "موج_بحر_عشق"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "موج_بحر_عشق"
Ghazal
ik dil-e-pur-soz-e-'mauj' aur bahr-e-ishq
aag paanii me.n ravaa.n hai aaj-kal
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
hai mauj-e-bahr-e-ishq vo tuufaa.n ki al-hafiiz
bechaara musht-e-KHaak thaa insaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
juu.n mauj haath maariye kyaa bahr-e-ishq me.n
saahil 'nasiir' duur hai aur dam nahii.n rahaa
Shah Naseer
Nazm
ruKHsat ai bazm-e-jahan
مدتوں تيرے خود آرائوں سے ہم صحبت رہا
مدتوں بے تاب موج بحر کي صورت رہا
Allama Iqbal
Qasida
رکھا جب سے قدم مسند پہ آ ان نے شریعت کی
کرے ہے موج بحر معدلت تب سے یہ طغیانی
Mohammad Rafi Sauda
PAGE MATCHES FOR "موج_بحر_عشق"
MORE MATCHES FOR "موج_بحر_عشق"
Ghazal
aatii hai jab nasiim to kahtii hai mauj-e-bahr
yuu.n aabruu sameT agar ho.n hazaar haath
Nazm Tabatabai
Kulliyat
hu.ii hai itnii tire aks-e-zulf kii hairaa.n
ki mauj-e-bahr se mutlaq bahaa nahii.n jaataa
Meer Taqi Meer
Ghazal
pukaartaa rahaa mujh ko ko.ii magar 'shaahid'
mai.n mauj-e-bahr thaa pal bhar kahii.n Thahar na sakaa
Shahid Kaleem
Ghazal
Nazneen Begum Naz
Ghazal
mire aaGosh me.n khele hai.n tuufaa.n
mai.n mauj-e-bahr-e-Gam me.n Duubtaa kyaa
Wakeel Bhopali
Ghazal
Garq karnaa ho to kar de mauj-e-bahr be-kasii
kyaa sahaaraa maa.ng le.n aasuuda-e-saahil se ham
Musavvir Karanjavi
Ghazal
mai.n Duubii phir ubhrii aaKHir Duub ga.ii
mauj-e-bahr-e-dard thii aur kinaaraa chaa.nd
Nikhat Yasmeen Gul
Ghazal
chii.n-bar-jabii.n ho kis kaa pa.Daa aks aab me.n
is tarah mauj-e-bahr jo hai pech-o-taab me.n