SEARCH RESULTS
Showing search results for "میدان_کارزار"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "میدان_کارزار"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "میدان_کارزار"
MORE MATCHES FOR "میدان_کارزار"
Ghazal
KHvaabo.n ke darmiyaan hai muddat se ek ja.ng
maidaan-e-kaar-zaar na lashkar dikhaa.ii de
Mohsin Zaidi
Ghazal
dushman ke tan pe gaa.D diyaa mai.n ne apnaa sar
maidaan-e-kaar-zaar kaa paa.nsa palaT gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
har ek samt havaa ke aziim lashkar the
aur ik charaaG hii maidaan-e-kaar-zaar me.n thaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n auro.n ke saath-saath
merii anaa kii teG mire duu-baduu rahii
Ayyub Aadil
Ghazal
qadam qadam pe yahaa.n chiiKHne kii hai aavaaz
ki jaise ham kisii maidaan-e-kaar-zaar me.n hai.n
Ejaz Ali Arshad
Ghazal
Ghulam Hasan Hasani
Ghazal
Nikhat Barelvi
Ghazal
KHud apne aap se har dam huu.n barsar-e-paikaar
mai.n apnii zaat ke maidaan-e-kaar-zaar me.n huu.n
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n jo kuchh na kar sake
mahfil me.n vo bhii Gaazii-e-guftaar ho ga.e