SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناامید"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ناامید"
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Allama Iqbal
Sher
itnaa bhii naa-umiid dil-e-kam-nazar na ho
mumkin nahii.n ki shaam-e-alam kii sahar na ho
Naresh Kumar Shad
PAGE MATCHES FOR "ناامید"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ناامید"
Sher
uThte nahii.n hai.n ab to du.aa ke liye bhii haath
kis darja naa-umiid hai.n parvardigaar se
Akhtar Shirani
Short story
Saadat Hasan Manto
Nazm
munajat-e-bewa
jo dil naa-umiid nahii.n hai.n
kaal me.n kuchh saKHtii nahii.n aisii
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
lagaavTe.n vo tire husn-e-be-niyaaz kii aah
mai.n terii bazm se jab naa-umiid uTThaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
tum aise kaun KHudaa ho ki umr bhar tum se
umiid bhii na rakhuu.n naa-umiid bhii na rahuu.n