SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-दुनिया"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अहल-ए-दुनिया"
Sher
ahl-e-duniyaa se mujhe to ko.ii andesha na thaa
naam teraa kis liye mire labo.n par jam gayaa
Ehteram Islam
Ghazal
ahl-e-duniyaa ke liye ye maajraa hai muKHtalif
pattharo.n ke shahr me.n ek aa.ina hai muKHtalif
Shaheen Badr
Ghazal
Haqqi Hazeen
Sher
manzil-e-ibrat hai duniyaa ahl-e-duniyaa shaad hai.n
aisii dil-jam.ii se hotii hai pareshaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
PAGE MATCHES FOR "अहल-ए-दुनिया"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "अहल-ए-दुनिया"
Ghazal
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
raaz-e-ulfat ahl-e-duniyaa ko jo samjhaane ga.e
dar-KHur-e-daar-o-rasan vo log gardaane ga.e
Sabir Abuhari
Sher
ahl-e-duniyaa baavle hai.n baavlo.n kii tuu na sun
nii.nd u.Daataa ho jo afsaana us afsaana se bhaag
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ahl-e-duniyaa vaaqif-e-asraar-e-pinhaa.n ho ga.e
daastaan-e-Gam sunaa kar ham pashemaa.n ho ga.e
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
ahl-e-duniyaa ne sikhaayaa mujhe hairaa.n honaa
kaise insaa.n hai.n ki aataa nahii.n insaa.n honaa
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
ahl-e-duniyaa ko agar mujh se shikaayat hai to hai
haq-parastii is zamaane me.n baGaavat hai to hai
Zaki Hashmi
Ghazal
ahl-e-duniyaa se maraasim bhii baratne ho.nge
har nafas sirf ibaadat ho zaruurii to nahii.n