SEARCH RESULTS
Showing search results for "आशुफ़्ता-मिज़ाज"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "आशुफ़्ता-मिज़ाज"
Ghazal
kaun jaane ye tiraa shaa'ir-e-aashufta-mizaaj
kitne maGruur KHudaa.o.n kaa raqiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kyaa rifaaqat hai yahii ai dil-e-aashufta-mizaaj
dekh ham ek tire vaaste kyaa kyaa na bane
Waheed Akhtar
Nazm
shab-gardon ke liye ek nazm
aur aashufta-mizaaj
jis kii aa.ankho.n ko kisii KHvaab ne bosa na diyaa
Faheem Shanas Kazmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "आशुफ़्ता-मिज़ाज"
Ghazal
ab kahaa.n sarmad-o-mansuur se aashufta-mizaaj
rasm farzaano.n ne Daalii hai shakebaa.ii kii
Karamat Ghauri
Ghazal
aashufta-mizaaj aaKHir jaa.e.n to kahaa.n jaa.e.n
har gaam pe yaaro.n ne dhokaa hii diyaa barso.n
Meer Basheer
Naat
dekhne vaalo.n ne dekhe hai.n vo aashufta-mizaaj
jo haram se bhii madiine kii taraf dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Qita
laakh huu.n mai-kash aavaara o aashufta-mizaaj
kam se kam aaj to shamshiir-ba-kaf aayaa huu.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
vahii aavaara o diivaana o aashufta-mizaaj
ham ne 'jaalib' ko sar-e-kuu-e-butaa.n dekhaa hai
Habib Jalib
Ghazal
saalik-e-raah-e-vafaa hai dil-e-aashufta-mizaaj
muzhda-e-gumrahi-e-shauq-e-safar se pahle