SEARCH RESULTS
Showing search results for "इज़हार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "इज़हार"
Ghazal
ishq hai to ishq kaa iz.haar honaa chaahiye
aap ko chehre se bhii biimaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
maane-e-iz.haar tum ko hai hayaa, ham ko adab
kuchh tumhaare dil ke andar kuchh hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
PAGE MATCHES FOR "इज़हार"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "इज़हार"
Ghazal
tujh se kis tarah mai.n iz.haar-e-tamannaa kartaa
lafz suujhaa to mu.aanii ne baGaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mata-e-ghair
tuu ne KHud apne tabassum se jagaayaa hai jinhe.n
un tamannaa.o.n kaa iz.haar karuu.n yaa na karuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
harf-e-haq dil me.n khaTaktaa hai jo kaa.nTe kii tarah
aaj iz.haar kare.n aur KHalish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Sher
tujh se kis tarah mai.n iz.haar-e-tamannaa kartaa
lafz suujhaa to ma.aanii ne baGaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
zabaa.n KHaamosh magar nazro.n me.n ujaalaa dekhaa
us kaa iz.haar-e-mohabbat bhii niraalaa dekhaa
Tauqeer Ahmad
Sher
aur is se pahle ki saabit ho jurm-e-KHaamoshii
ham apnii raa.e kaa iz.haar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Nazm
hasan kuza-gar (1)
mirii hech-maayaa ma.iishat ke iz.haar-e-fan ke sahaare
shikasta pa.De the
Noon Meem Rashid
Marsiya
ले रोक मिरे वार तिरे पास सिपर है
ज़ख़्मी न करूँगा अभी इज़हार-ए-हुनर है