SEARCH RESULTS
Showing search results for "इज़्तिराब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "इज़्तिराब"
PAGE MATCHES FOR "इज़्तिराब"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "इज़्तिराब"
Ghazal
miltii hai KHuu-e-yaar se naar iltihaab me.n
kaafir huu.n gar na miltii ho raahat azaab me.n
Mirza Ghalib
Sher
kyaa jaane kyaa likhaa thaa use iztiraab me.n
qaasid kii laash aa.ii hai KHat ke javaab me.n
Momin Khan Momin
Marsiya
gaahe sutuu.n se lag ke hu.e raast gaah KHam
har lahza iztiraab ziyaada thaa sabr kam
Meer Anees
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tiisraa mushiir
ruuh-e-sultaanii rahe baaqii to phir kyaa iztiraab
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ruuh-e-musalmaa.n me.n hai aaj vahii iztiraab
raaz-e-KHudaa.ii hai ye kah nahii.n saktii zabaa.n
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
gosha-e-dil me.n chhupaa.e ik jahaan-e-iztiraab
shab sukuut-afzaa havaa aasuuda dariyaa narm sair
Allama Iqbal
Ghazal
vo aa ke KHvaab me.n taskiin-e-iztiraab to de
vale mujhe tapish-e-dil majaal-e-KHvaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
mazaa dikhaave.nge be-rahmii kaa tirii sayyaad
gar iztiraab-e-asiirii ne zer-e-daam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
furqat ho yaa visaal vahii iztiraab hai
teraa asar hai ai Gam-e-furqat kahaa.n kahaa.n