SEARCH RESULTS
Showing search results for "उलट"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "उलट"
Ghazal
ruKH-e-raushan se naqaab apne ulaT dekho tum
mehr-o-mah nazro.n se yaaro.n kii utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "उलट"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "उलट"
Ghazal
jii me.n aataa hai ulaT de.n un ke chehre se naqaab
hausla karte hai.n lekin hausla hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Marsiya
taaziim-e-faatima ko uThe sayyad-ul-bashar
dekhaa ki chashm-e-faatima hai aa.nsu.o.n se tar
Meer Anees
Ghazal
ham ne un tund-havaa.o.n me.n jalaa.e hai.n charaaG
jin havaa.o.n ne ulaT dii hai.n bisaate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
bisaat-e-bazm ulaT kar kahaa.n gayaa saaqii
fazaa KHamosh, subuu chup, udaas paimaane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kitaab-e-maazii ke auraaq ulaT ke dekh zaraa
na jaane kaun saa saf.ha mu.Daa hu.aa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
Dartaa huu.n ye ta.Dap ke lahad ko ulaT na de
haatho.n se dil dabaa.e hu.e huu.n mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
chilman kaa ulaT jaanaa zaahir kaa bahaana hai
un ko to bahar-suurat ik jalva dikhaa jaanaa