SEARCH RESULTS
Showing search results for "ओझल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ओझल"
Ghazal
tum chhupaa lo miraa dil oT me.n apne dil kii
aur mujhe merii nigaaho.n se bhii ojhal kar do
Wasi Shah
Ghazal
kaise hii talaatum ho.n magar qulzum-e-jaa.n me.n
kuchh yaad-jaziire hai.n ki ojhal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Short story
Krishn Chander
BOOKS MATCHES FOR "ओझल"
MORE MATCHES FOR "ओझल"
Ghazal
saamne ik vahii suurat nahii.n rahtii aksar
jo kabhii aa.nkh se ojhal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Ghazal
ko.ii tilismii sifat thii jo is hujuum me.n vo
hu.e jo aa.nkh se ojhal to baar baar dikhe
Gulzar
Nazm
kuchh baaten an-kahi rahne do
ik ojhal be-kalii rahne do
ik rangii.n an-banii duniyaa par
Muneer Niyazi
Ghazal
jauhar-shanaas nazro.n se ojhal nahii.n thaa mai.n
kyuu.n ko.ele kii kaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Sher
aa.nkho.n se vo kabhii mirii ojhal nahii.n rahaa
Gaafil mai.n us kii yaad se ik pal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Short story
Saadat Hasan Manto
Ghazal
nahii.n rahaa kabhii mai.n is kii dastaras se duur
mirii nazar se vo ojhal nahii.n hu.aa ab tak