SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ेमा-ए-सब्र"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ख़ेमा-ए-सब्र"
Ghazal
KHema-e-sabr ke logo.n ko sazaa dii ga.ii hai
umr-e-ummiid-e-sahar aur ba.Dhaa dii ga.ii hai
Devang Thakur
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
vo sho.ala apnii hii tezii me.n jal bujhaa varna
rakhaa thaa KHema-e-sabr-o-razaa nishaane par
Irfan Siddiqi
MORE MATCHES FOR "ख़ेमा-ए-सब्र"
Ghazal
KHema-e-sabr lagaa.e ye mohabbat ke safiir
raat bhar rote rahe tishna-dahaanii likh kar
Hira Qasmi
Sher
havaa-e-kuufa-e-naa-mehrbaa.n ko hairat hai
ki log KHema-e-sabr-o-razaa me.n zinda hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
ek miTTii kaa diyaa us pe tahayyur kaisaa
dekhne aa.ii jise baad-e-sabaa shaam ke baad
Sultan Sabr wani
Ghazal
merii vaabastagii-e-baaG hai iimaa.n meraa
be-samar shaaKH ko siine se lagaa.e rakkhaa
Sultan Sabr wani
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
kahuu.n ai 'sabr' apnaa mashGala kyaa
ye ik urdu zabaa.n hai aur mai.n huu.n
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
haTaa ke zulf-e-pareshaa.n vo ruKH se yuu.n bole
kabhii ye shaam-o-sahar hii kaa faasla na gayaa
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
'sabr' hangaam-e-talab shart hai niyyat me.n KHuluus
jaa.egii baab-e-ijaabat pe du.aa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
aatish-e-Gam ne ye ai 'sabr' mujhe phuu.nkaa hai
raakh me.n apnii hu.aa ho ke mai.n paamaal safed