SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ैर-ख़बर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ख़ैर-ख़बर"
Ghazal
muskuraa de.n to ko.ii KHair-KHabar aa jaa.e
huu.n jo barham to kaTaa tasht me.n sar aa jaa.e
Masood Qureshi
Sher
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair-KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Short story
Qazi Abdus Sattar
Ghazal
us kii kuchh KHair-KHabar ho to bataa.o yaaro
ham kisii aur dilaase me.n nahii.n aa.e.nge
Khalid Nadeem Shaani
PAGE MATCHES FOR "ख़ैर-ख़बर"
MORE MATCHES FOR "ख़ैर-ख़बर"
Ghazal
jiite jii aap ne puuchhaa mujh ko
lii kabhii KHair-KHabar yaad aaya
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
mujhe jo miltii nahii.n dushmano.n kii KHair-KHabara
to puuchh letaa huu.n ahbaab se guzarte hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
KHud diye mai.n ne jalaa.e tirii aamad ke liye
aur havaa.o.n ko tirii KHair KHabar par rakkhaa
Ameer Hamza Salfi
Nazm
gulab-ba-kaf
use gulaab-ba-kaf KHema-e-junuu.n tak laa.uu.n
kuchh us kii KHair KHabar puuchhuu.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
bahut dino.n se mai.n us se nahii.n milaa 'faaris'
kahii.n se KHair-KHabar le ke aa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
lenaa mirii KHair-KHabar to KHair dilaa
Gaafil huu.n nipaT hii be-KHabar huu.n
Sayyad Mohammad Meer Asar
Ghazal
laa-ta.alluq nazar aataa thaa ba-zaahir lekin
shahr ko us ne mirii KHair-KHabar par rakkhaa
Abbas Tabish
Ghazal
chashm-e-hairaa.n ko tamaashaa-e-digar par rakkhaa
aur is dil ko tirii KHair-KHabar par rakkhaa