SEARCH RESULTS
Showing search results for "जल्वा-ए-साग़र-ओ-मीना"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "जल्वा-ए-साग़र-ओ-मीना"
Ghazal
jalva-e-saaGar-o-miinaa hai jo ham-ra.ng-e-bahaar
raunaqe.n turfa taraqqii pe hai.n mai-KHaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
phir mai-e-talKH se bhar saaGar-o-miinaa-e-Gazal
KHaalii-az-nashsha hai ik 'umr se sahbaa-e-Gazal
Bashir Farooq
Sher
Jagan Nath Azad
Sher
Muztar Khairabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "जल्वा-ए-साग़र-ओ-मीना"
Ghazal
aaj kii is zindagii ke tez-rau tuufaan me.n
vaqt-e-zikr-e-saaGar-o-miinaa-o-paimaana gayaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
kar ga.ii be-KHabar-e-saaGar-o-miinaa ai 'soz'
chashm-e-saaqii se barastii hu.ii sahbaa mujh ko
Sardar Khan Soz
Ghazal
raat-bhar piite rahe ham taa-sahar sunte rahe
saaGar-o-miinaa kii khan-khan shaa'irii kartii rahii
Sheeraz Sagar
Ghazal
saaqii mujhe bhii yaad hai.n vo tishna-kaamiyaa.n
jin ko hariif-e-saaGar-o-miinaa banaa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
shikast-e-saaGar-o-miinaa ko KHaak rotaa mai.n
giraa.n abhii mire dil kii shikastagii bhii nahii.n
Aziz Hamid Madni
Ghazal
zahmat-e-saaGar-o-miinaa na uThaa ai saaqii
mere piine ke liye KHuun-e-jigar kaafii hai
Raunaq Badauni
Ghazal
yaad aa rahii hai aaj bahut un kii naasehaa
ab ibtidaa-e-saaGar-o-miinaa kare.nge ham
Sayyad Ejaz Ahmad Rizwi
Ghazal
Qaisar Siddiqi
Ghazal
saaqii kii ik nigaah-e-karam kyaa badal ga.ii
goyaa sarisht-e-saaGar-o-miinaa badal ga.ii