SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ंजीर-ज़नी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ज़ंजीर-ज़नी"
Ghazal
KHaamoshii hai ab merii samaa.at kaa taqaaza
paa.el kii khanak kaan pe zanjiir-zanii hai
Jaani Lakhnavi
Sher
mere siine se zaraa kaan lagaa kar dekho
saa.ns chaltii hai ki zanjiir-zanii hotii hai
Abbas Tabish
Ghazal
KHuu.n bahaataa hu.aa zanjiir-zanii kartaa hu.aa
ko.ii paagal hai jo behaal hu.aa hai mujh me.n
Irfan Sattar
MORE MATCHES FOR "ज़ंजीर-ज़नी"
Ghazal
dil ke baazaar me.n zanjiir-zanii honii nahii.n
aa.nkh bhii aa.nkh rahe jhiil nahii.n karnii mujhe
Ahmad Khayal
Ghazal
qismat apnii hai ki ham nauhagarii karte hu.e
kare.n zanjiir-zanii dil ke azaa-KHaane me.n
Ahmad Ata
Ghazal
zanjiir-zanii hai to kahii.n marsiya-KHvaanii
ye maatamii dasta hai janaaza hai ki dil hai
Shahdil Shams
Ghazal
zanjiir-zanii hotii na har saa.ns me.n merii
dil dard kaa aise jo alam-daar na hotaa
Jina Quraishi
Ghazal
aayaat ko nezo.n pe cha.Dhaa kar to na puuchho
zanjiir-zanii karte hu.e shahr me.n kyaa thaa
Naseer Baloch
Ghazal
phir pusht pe har KHvaab kii zanjiir-zanii ho
jab shaam-e-Gariibaa.n mirii poshaak pe rakkho
Imran Rahib
Ghazal
be-niyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa
tum bhii auro.n kii tarah mujh se judaa ho jaanaa