SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-जहाँ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "जान-ए-जहाँ"
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n ai jaan-e-jahaa.n larzaa.n hai.n
terii aavaaz ke saa.e tire ho.nTo.n ke saraab
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
asbaab kahaa.n jaan-e-jahaa.n dekhte rahnaa
KHaalii ko.ii dam hai ye makaa.n dekhte rahnaa
Khursheed Akbar
Ghazal
jaan-e-jahaa.n jaan-e-jaa.n jaan-e-jigar marhabaa
juu-e-badan aafrii.n mauj-e-kamar marhabaa
Sana Gorakhpuri
PAGE MATCHES FOR "जान-ए-जहाँ"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "जान-ए-जहाँ"
Ghazal
har baat tirii jaan-e-jahaa.n maan rahaa huu.n
ab KHaak-e-rah-e-kaahkashaa.n chhaan rahaa huu.n
Sulaiman Areeb
Ghazal
siidhaa sachchaa tumhe.n ai jaan-e-jahaa.n jaane kaun
dil ko lagtii na ho jo baat use maane kaun
Naseem Bharat Puri
Ghazal
is tarah jaan-e-jahaa.n hosh ga.nvaataa hai ko.ii
puuchhtaa mai.n huu.n miraa naam bataataa hai ko.ii
Hammad Younus
Sher
kyaa Gaur se ai jaan-e-jahaa.n dekh rahe ho
tum saa ko.ii aa.iine ke andar to nahii.n hai
Qavi Amrohvi
Ghazal
kiyaa hai tuu ne to jaan-e-jahaa.n jahaa.n tasKHiir
hu.aa hai husn kaa shohra tiraa to aalam-giir
Mirza Azfari
Ghazal
barq-raftaar vo yuu.n jaan-e-jahaa.n milte hai.n
ham jahaa.n hote hai.n vo ham ko vahaa.n milte hai.n
Azeez Moradabadi
Ghazal
garche dil me.n hii sadaa jaan-e-jahaa.n rahte ho
par ba-zaahir nahii.n ma.aluum kahaa.n rahte ho
Syed Mohammad Meer Asar
Sher
ho ga.e raam jo tum Gair se a jaan-e-jahaa.n
jal rahii hai dil-e-pur-nuur kii lanka dekho