SEARCH RESULTS
Showing search results for "जुरअत-ए-इज़हार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "जुरअत-ए-इज़हार"
Ghazal
saahib-e-jur.at-e-iz.haar nahii.n hai ko.ii
vaqt se barsar-e-paikaar nahii.n hai ko.ii
Kamal Lakhnavi
Ghazal
tanhaa amiin-e-jur.at-e-iz.haar mai.n hii thaa
shaayad isii binaa pe sar-e-daar mai.n hii thaa
Zaki Mahfooz
Ghazal
jur.at-e-iz.haar kaa uqda yahaa.n kaise khule
maslahat kaa biim dil me.n hai zabaa.n kaise khule
Saleem Shahid
Ghazal
shauq jab jur.at-e-iz.haar se Dar jaa.egaa
lafz KHud apnaa galaa ghuu.nT ke mar jaa.egaa
Manzoor Hashmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "जुरअत-ए-इज़हार"
Ghazal
ishq huu.n jur.at-e-iz.haar bhii kar saktaa huu.n
KHud ko rusvaa sar-e-baazaar bhii kar saktaa huu.n
Fartash Syed
Ghazal
aashiqii jur.at-e-iz.haar tak aa.e to sahii
vo zaraa KHauf-e-jahaa.n dil se miTaa.e to sahii
Ayaz Ahmad Talib
Ghazal
nok-e-qalam ko jur.at-e-iz.haar de gayaa
ye kaun mere haath me.n talvaar de gayaa
Zafar Naseemi
Sher
fan kaa da.avaa hai to kuchh jur.at-e-iz.haar bhii ho
zeb detaa nahii.n fankaar ko buzdil honaa
Khalid Yusuf
Ghazal
haq-navaa jur.at-e-iz.haar tak aa pahu.nche hai.n
hausle ab rasan-o-daar tak aa pahu.nche hai.n
Shauq Asar Rampuri
Ghazal
ham se na hu.ii jur.at-e-iz.haar-e-tamanna
ik umr rahe dil me.n liye KHaar-e-tamannaa
Maqbool Ahmad Maqbool
Sher
kabhii mai.n jur.at-e-iz.haar-e-mudda.aa to karuu.n
ko.ii javaaz to ho lutf-e-be-sabab ke liye
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
is daur-e-KHud-farosh me.n 'aKHtar' ba-sad KHuluus
KHamyaaza-sanj-e-jur.at-e-iz.haar ham hu.e
Akhtar Ziai
Ghazal
vo hai majbuur talab se bhii sivaa dene par
KHuubii-e-jur.at-e-iz.haar se vaaqif mai.n huu.n