SEARCH RESULTS
Showing search results for "तड़प-तड़प"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तड़प-तड़प"
Sher
ta.Dap ta.Dap ke tamannaa me.n karvaTe.n badlii.n
na paayaa dil ne hamaare qaraar saarii raat
Imdad Imam Asar
Sher
aaKHir ta.Dap ta.Dap ke ye KHaamosh ho gayaa
dil ko sukuun mil hii gayaa iztiraab me.n
Sahir Hoshiyarpuri
Sher
jiinaa ta.Dap ta.Dap kar marnaa sisak sisak kar
fariyaad ek jii hai kyaa kyaa KHaraabiyo.n me.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke guzaarii hai raat kis se kahe.n
hazaar karb kii maarii hai raat kis se kahe.n
Naseem Ansari
Ghazal
pahluu me.n rah gayaa yuu.n ye dil ta.Dap ta.Dap kar
rah jaa.e jaise ko.ii bismil ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
PAGE MATCHES FOR "तड़प-तड़प"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "तड़प-तड़प"
MORE MATCHES FOR "तड़प-तड़प"
Nazm
dawam ke dayar mein
adam jahaa.n saraab hai
tire mire ka.ii nishaa.n ta.Dap ta.Dap ke mar ga.e!
Riyaz Latif
Filmi Geet
apne in qadmo.n se alag nahii.n karnaa
ta.Dap ta.Dap ke mar jaa.u.ngaa mai.n varna
Nida Fazli
Tanz-o-Mazah
Kanhaiya Lal Kapoor
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke tamannaa me.n karvaTe.n badlii.n
na paayaa dil ne hamaare qaraar saarii raat
Imdad Imam Asar
Ghazal
rakkhegaa be-qaraar tumhe.n bhii tamaam umr
marnaa ta.Dap ta.Dap ke kisii be-qaraar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
ta.Dap ta.Dap ke uThaa.uu.ngaa zindagii ke maze
KHudaa na-karda mujhe dil pe iKHtiyaar rahe