SEARCH RESULTS
Showing search results for "तर्क-ए-तअल्लुक़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तर्क-ए-तअल्लुक़"
Ghazal
KHayaal-e-tark-e-ta.alluq ko Taalte rahiye
havaa me.n ko.ii hayuulaa uchhaalte rahiye
Kishwar Naheed
Ghazal
koshish-e-tark-e-ta.alluq ne rulaayaa hai bahut
bhuulnaa chaahaa jab us ko yaad aayaa hai bahut
Khaleel Farhat Karanjavi
MORE MATCHES FOR "तर्क-ए-तअल्लुक़"
Sher
dekhaa mujhe to tark-e-ta.alluq ke baavajuud
vo muskuraa diyaa ye hunar bhii usii kaa thaa
Ahmad Faraz
Sher
mushkil thaa bahut mere liye tark-e-ta.alluq
ye kaam bhii tum ne miraa aasaan kiyaa hai
Afzaal Firdaus
Sher
daf.atan tark-e-ta.alluq me.n bhii rusvaa.ii hai
uljhe daaman ko chhu.Daate nahii.n jhaTkaa de kar
Arzoo Lakhnavi
Sher
zido.n me.n tark-e-ta.alluq to kar liyaa lekin
sukuu.n use bhii nahii.n be-qaraar mai.n bhii hai.n
Unknown
Sher
sukuut tark-e-ta.alluq kaa ik garaa.n lamha
banaa gayaa hai sadaa.o.n kaa silsila mujh ko
Ameeq Hanafi
Ghazal
tumhe.n jo tark-e-ta'alluq 'azaab lagtaa hai
qasam KHudaa kii mujhe bhii KHaraab lagtaa hai
Mukhtar Ansari
Ghazal
thaa abas tark-e-ta.alluq kaa iraada yuu.n bhii
ishq zinda nahii.n rahtaa hai ziyaada yuu.n bhii