SEARCH RESULTS
Showing search results for "दम-ए-बाद-ए-सबा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दम-ए-बाद-ए-सबा"
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
hasrat-e-baad-e-sabaa aisii jagah laa.ii ho
sham-e-sozaa.n kaa yuu.n bujhnaa bhii masiihaa.ii ho
Satyanishtha
PAGE MATCHES FOR "दम-ए-बाद-ए-सबा"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दम-ए-बाद-ए-सबा"
Sher
Shahnawaz Farooqi
Sher
abr-e-bahaar baad-e-sabaa apnii raah le.n
majnuu.n ko kaa.enaat kisii kaam kii nahii.n
Abdullah Saqib
Ghazal
buu-e-gul baad-e-sabaa laa.ii bahut der ke ba.ad
mere gulshan me.n bahaar aa.ii bahut der ke ba.ad
Salam Sandelvi
Sher
charaaG jalte hai.n baad-e-sabaa mahaktii hai
tumhaare husn-e-takallum se kyaa nahii.n hotaa
Hamid mahboob
Sher
phir tiraa zikr kiyaa baad-e-sabaa ne mujh se
phir mire dil ko dha.Dakne ke bahaane aa.e
Iqbal Ashhar
Ghazal
sahraa me.n jo diivaane se baad-e-sabaa uljhii
har mauj-e-gul-e-tar se vo zulf-e-dotaa uljhii