SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर्द-ए-सर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दर्द-ए-सर"
PAGE MATCHES FOR "दर्द-ए-सर"
MORE MATCHES FOR "दर्द-ए-सर"
Ghazal
baiThe biThaa.e lag gayaa ik dard-e-sar mujhe
us kaa KHayaal rahtaa hai aaTho.n pahar mujhe
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
Talib Jaipuri
Ghazal
ga.nvaa ke dil saa guhar dard-e-sar KHariid liyaa
bahut garaa.n thaa ye saudaa magar KHariid liyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
nigaah yuu.n bhii na Thahre ki dard-e-sar ban jaa.e
ye sang-e-chashm kisii Dhab se ab guhar ban jaa.e
Akhtar Usman
Sher
Maroof Dehlvi
Ghazal
kashiid kartaa huu.n mai.n bhii kisii tamannaa ko
gumaa.n taraashtaa huu.n dard-e-sar banaataa huu.n
Ameer Hamza Salfi
Sher
dard-e-sar hai terii sab pand-o-nasiihat naaseh
chho.D de mujh ko KHudaa par na kar ab sar KHaalii