SEARCH RESULTS
Showing search results for "दीन-दार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दीन-दार"
Ghazal
be-diin ho ga.e use diin-daar dekh kar
phande me.n us ke pha.ns ga.e zunnaar dekh kar
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
vo log kahaa.n jaa.e.n jo kaafir hai.n na dii.n-daar
phir kashmakash-e-kaafir-o-diin-daar chalii hai
Hafeez Banarasi
PAGE MATCHES FOR "दीन-दार"
Tags
Charity
Charity
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दीन-दार"
Ghazal
dariyaa tire shabaab-e-talaatum kii KHair ho
vo vasvase uThe hai.n dil-e-diin-daar me.n
Mujtaba Shahroz
Ghazal
lagii hai bhii.D farishto.n kii KHair-maqdam ko
zaruur hai ye kisii diin-daar kii miTTii
Dipishikha Sagar
Ghazal
hashr tak ho.nge na kuffaar se diin-daar judaa
kahii.n tasbiih se hotii nahii.n zunnaar judaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Sher
tavaaf-e-ka.aba ko kyaa jaa.e.n haj nahii.n vaajib
kalaal-KHaane ke kuchh diin-daar ham bhii hai.n