SEARCH RESULTS
Showing search results for "नमाज़-ए-इश्क़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नमाज़-ए-इश्क़"
Sher
mizhgaa.n-zadan se kam hai zamaan-e-namaaz-e-ishq
ho jaave faut vaqt hii jab tak vazuu kare.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
namaaz-e-ishq tumhaarii qubuul ho jaatii
agar sharaab se tum ai 'ratan' vazuu karte
Ratan Pandorwi
Sher
namaaz-e-ishq pa.Dhii to magar ye hosh kise
kahaa.n kahaa.n kiye sajde kahaa.n qayaam kiyaa
Siraj Lakhnavi
Ghazal
namaaz-e-'ishq pa.Dhii hai abhii abhii tum ne
KHudaa bhii dekhaa hai kyaa jism me.n kabhii tum ne
Nadeem Najid
Sher
hotii nahii.n hai yuu.nhii adaa ye namaaz-e-ishq
yaa.n shart hai ki apne lahuu se vazuu karo
Khalilur Rahman Azmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "नमाज़-ए-इश्क़"
Ghazal
vo namaaz-e-ishq hii kyaa jo salaam tak na pahu.nche
ki qu.uud se jo guzre to qayaam tak na pahu.nche
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
kaaGaz-e-abrii pe likh haal-e-dil-e-pur-soz-e-ishq
gird us ke barq kii tahriir khii.nchaa chaahiye
Ishq Aurangabadi
Ghazal
tujh KHat kii yaad me.n dil-e-hairaan-e-ishq kaa
durr-e-najaf kii tarah se muudaar thaa so hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ishq Azimabadi
Ghazal
mayyat-e-ishq kaa gar dekho ruKH-e-nuuraanii
maGfirat kii ye nishaanii hai kaho yaa na kaho
Ishq Aurangabadi
Ghazal
ye ishq nii.n hai bar-aks jaa dekh le chaman me.n
aa KHush-nayan adam se aa.nkhe.n dikhaa rahe hai.n
Ishq Aurangabadi
Sher
ai muqallid bul-havas ham se na kar daavaa-e-ishq
daaG laala kii tarah rakhte hai.n maadar-zaad ham
Ishq Aurangabadi
Ghazal
manzil-e-ishq na tai hovii ba-qaul-e-'saudaa'
mil ga.e KHaak me.n yaa.n paa.nv ke dharte dharte