SEARCH RESULTS
Showing search results for "नर्गिस-ए-राना"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नर्गिस-ए-राना"
Ghazal
chhalak ke kam na ho aisii ko.ii sharaab nahii.n
nigaah-e-nargis-e-ra.anaa tiraa javaab nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
chhalak ke kam na ho aisii ko.ii sharaab nahii.n
nigaah-e-nargis-e-ra.anaa tiraa javaab nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik roz hu.e the kuchh ishaaraat KHafii se
aashiq hai.n ham us nargis-e-raanaa ke jabhii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
'raa'naa' jo saaf aa.ina dil kaa rakhe ko.ii
paa.e vahii jazaa sar-e-darbaar-e-aa.ina
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
sabz baaG aataa hai duniyaa kaa nazar jab 'ra.anaa'
yaad aatii hai bahut hasrat-e-shaddaad mujhe
Mardan Ali Khan Rana
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "नर्गिस-ए-राना"
Ghazal
faKHr se bazm-e-butaa.n me.n vo kahaa karte hai.n
pyaar kuchh roz se ab karte hai.n 'ra.anaa' mujh ko
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
vo zuud-ranj hai us ko na chhe.Dnaa 'ra.anaa'
maloge haath agar bar-sar-e-itaab aayaa
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
aaKHir mirii turbat se ugii hai gul-e-nargis
kyaa baad-e-fanaa hasrat-e-diidaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
'raanaa' hai dekh dekh ke insaaniyat KHajil
is darja ho gayaa hai zavaal-e-bashar ki bas
Rana Gannauri
Ghazal
Rana Jagi
Ghazal
sab par gul-e-ra.anaa kii to hotii hai navaazish
kyaa mere muqaddar ke liye KHaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
hai ta.ng-dastiyo.n ke sabab zo'f is qadar
sab kii hai.n aa.nkhe.n nargis-e-biimaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nargis-e-mastaana me.n kaifiyat-e-jaam-e-sharaab
qaamat-e-raanaa pe aalam misra-e-ustaad kaa