SEARCH RESULTS
Showing search results for "निगह-ए-नाज़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "निगह-ए-नाज़"
Ghazal
vo tilism-e-nigah-e-naaz kahaa.n bhuulaa hai
Gam kii ruudaad kaa aaGaaz kahaa.n bhuulaa hai
Masood Tanha
Ghazal
dil le liyaa us kii nigah-e-naaz ne 'aslam'
ik sehr-saraapaa hai vo andaaz to dekho
Aslam Barabankvi
Ghazal
vahshat-e-jaa.n ko payaam-e-nigah-e-naaz to do
is fasaane ko zaraa garmii-e-aaGaaz to do
Hasan Naim
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "निगह-ए-नाज़"
Ghazal
un kii nigah-e-naaz ke Thukraa.e hu.e hai.n
ham jurm-e-mohabbat kii sazaa paa.e hu.e hai.n
Vafa Malikpuri
Sher
nigah-e-naaz se is chust qabaa ne dekhaa
shauq betaab gul-e-chaak-e-garebaa.n samjhaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
sab mire dil pe karam us nigah-e-naaz kaa hai
be-qaraarii hai mirii aur na sukuu.n hai meraa
Ishrat Zafar
Ghazal
taKHta-e-daar pe laa.ii nigah-e-naaz mujhe
'ishq ne maan liyaa saahib-e-e'zaaz mujhe
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
ishaare kyaa nigah-e-naaz-e-dil-rubaa ke chale
sitam ke tiir chale niimche qazaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
vo shahiid-e-nigah-e-naaz nazar aate hai.n
aaj-kal aur hii andaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mai.n huu.n aur hairat-e-jaaved magar zauq-e-KHayaal
ba-fusuun-e-nigah-e-naaz sataataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
lo tabassum bhii shariik-e-nigah-e-naaz hu.aa
aaj kuchh aur ba.Dhaa dii ga.ii qiimat merii
Fani Badayuni
Ghazal
iltifaat-e-nigah-e-naaz mire dost bajaa
apnii barbaadii ke imkaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
aur kuchh der ye mashq-e-nigah-e-naaz sahii
saamne baiTh abhii phe.nk ke KHanjar mat jaa