SEARCH RESULTS
Showing search results for "निगाह-ए-मय-फ़रोश"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "निगाह-ए-मय-फ़रोश"
Sher
ham jaante hai.n lutf-e-taqaazaa-e-mai-farosh
vo naqd me.n kahaa.n jo mazaa hai udhaar me.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
duukaan-e-mai-farosh pe gar aa.e mohtasib
din iid ke to KHuub gha.Daa jaa.e mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ye kuu-e-mai-farosh me.n raulaa hu.aa ki raat
dahshat se vaa.n Thahar na sakaa paa-e-mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
PAGE MATCHES FOR "निगाह-ए-मय-फ़रोश"
MORE MATCHES FOR "निगाह-ए-मय-फ़रोश"
Ghazal
zahe zahe mere iimaan-o-dii.n ki mai.n ne unhe.n
fidaa-e-farq-e-KHum-o-paa-e-mai-farosh kiyaa
Bal Mukund Besabr
Ghazal
sajda ho aastaan-e-haram kaa nasiib-e-shaiKH
mai.n aur sar-e-niyaaz o dar-e-piir-e-mai-farosh
Qayem Chaandpuri
Ghazal
shuguun us nigah-e-mai-farosh se le kar
ham aap vaz.a kare.nge hazaar maiKHaane
Siraj Lakhnavi
Ghazal
bhTiyaa.n raushan hu.ii.n chamkii dukaan-e-mai-farosh
ruKHsat-e-tauba hu.ii zuhhaad ghabraane lage
Naseem Dehlvi
Ghazal
shiishe kaa mo'taqid hai iraadat hai jaam se
kis piir-e-mai-farosh kaa 'bedam' muriid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
us chashm-e-mai-farosh kii taasiir kyaa kahuu.n
ho.nTo.n tak aaj aap hii paimaana aa gayaa
Akhtar Shirani
Nazm
hijr o visal
sehn-e-haram se anjuman-e-mai-farosh tak
do-gaam faasla hai zaraa dekh-bhaal ke
Shorish kashmiri
Ghazal
ik chashm-e-mai-farosh hai masruuf-e-intiKHaab
aise me.n Gam-nasiib ko KHaatir me.n laa.e kaun