SEARCH RESULTS
Showing search results for "पामाल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "पामाल"
Ghazal
Javed Akhtar
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
kumhlaa.e hu.e phuulo.n kii tarah kumhlaa.e hu.e se rahte hai.n
paamaal na kar barbaad na kar
Akhtar Shirani
Sher
Javed Akhtar
Ghazal
paamaal ham na hote faqat jaur-e-charKH se
aa.ii hamaarii jaan pe aafat ka.ii tarah
Momin Khan Momin
MORE MATCHES FOR "पामाल"
Marsiya
नागाह सदा आई कि ए फ़ातिमा के लाल
जल्द आओ कि लाशा मिरा अब होता है पामाल
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Ghazal
gul ko paamaal na kar la.al-o-gohar ke maalik
hai use turra-e-dastaar-e-Gariibaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
abhi kuchh din lagenge
abhii kuchh din lage.nge
dil aise shahr ke paamaal ho jaane kaa manzar bhuulne me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
paamaal ho na jaa.e sitaaro.n kii aabruu
ai mere KHush-KHiraam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Nazm
nau-jawan se
jo ho sake hame.n paamaal kar ke aage ba.Dh
jo ho sake to hamaaraa javaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
zillat ke jiine se marnaa behtar hai
miT jaa.o yaa qasr-e-sitam paamaal karo
Habib Jalib
Ghazal
ham bhii kyuu.n dahr kii raftaar se hote paamaal
ham bhii har laGzish-e-mastii ko saraahe jaate