SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुज़्दा-ए-बेदाद"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मुज़्दा-ए-बेदाद"
Ghazal
KHud taGaaful ne diyaa muzhda-e-bedaad mujhe
allaah allaah mire naale bhii asar rakhte hai.n
Fani Badayuni
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
ye zulmato.n ke parastaar kyaa KHabar hote
mirii navaa me.n ba-juz muzhda-e-sahar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
MORE MATCHES FOR "मुज़्दा-ए-बेदाद"
Nazm
jawab-e-shikwa
gila-e-zaur na ho shikva-e-bedaad na ho
ishq aazaad hai kyuu.n husn bhii aazaad na ho
Allama Iqbal
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
ye kas dayaar-e-adam me.n muqiim hai.n ham tum
jahaa.n pe muz.daa-e-diidaar-e-husn-e-yaar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jo tire dard kaa aazaar liye phirte hai.n
muzhda-e-taale’-e-bedaar liye phirte hai.n
Abdul Hameed Farhat
Ghazal
saalik-e-raah-e-vafaa hai dil-e-aashufta-mizaaj
muzhda-e-gumrahi-e-shauq-e-safar se pahle
Jameel Mazhari
Ghazal
uf ra.ng-e-ruKH-e-baani-e-bedaad kaa aalam
jaise kisii mazluum kii fariyaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
aa.nkh jo ishva-e-pur-kaar liye phirtii hai
muzhda-e-taale-e-bedaar liye phirtii hai
Syed Hamid
Ghazal
mai.n huu.n vo bulbul-e-mahv-e-asiirii-e-bedaad
rahegii ruuh bhii ba.ad-e-fanaa fidaa-e-qafas