SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुर्दा-परस्त"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मुर्दा-परस्त"
Ghazal
ulTii thii mat zamaana-e-murda-parast kii
mai.n ek hoshyaar ki zinda hii ga.D gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
marne ke baa'd azmat o shohrat se faa.eda
lekin jahaa.n tamaam hii murda-parast thaa
Ibrahim Ashk
Mazahiya
aa.ii sadaa-e-haq ki yahii band-o-bast hai.n
tere vatan ke log to murda-parast hai.n
Saghar Khayyami
Ghazal
do chaar saal aur hai naa-qadrii-e-suKHan
murda-parast shahr kaa fankaar mai.n bhii huu.n
Abdur Rahim Nashtar
MORE MATCHES FOR "मुर्दा-परस्त"
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
ai ham-safar ye raah-barii kaa gumaan chho.D
kis ne kahaa hai tujh se qadam ke nishaan chho.D
Zafar Sahbai
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
zinda hai.n murda-parasto.n me.n abhii tak 'Gaalib'
magar ustaad 'yagaanaa' saa ab ustaad nahii.n
Yagana Changezi
Ghazal
ye jahaa.n murda-parasto.n kaa jahaa.n hai yaaro
ham na ho.nge to hame.n yaad kiyaa jaa.egaa