SEARCH RESULTS
Showing search results for "मोमिन"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मोमिन"
Ghazal
Momin Khan Momin
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "मोमिन"
Sher
thii vasl me.n bhii fikr-e-judaa.ii tamaam shab
vo aa.e to bhii nii.nd na aa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Nazm
tulu-e-islam
ataa momin ko phir dargaah-e-haq se hone vaalaa hai
shikoh-e-turkamaanii zehn hindii nutq aaraabii
Allama Iqbal
Ghazal
aalam hai faqat momin-e-jaa.n-baaz kii miiraas
momin nahii.n jo saahib-e-laulaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
huu.n jaa.n-ba-lab butaan-e-sitamgar ke haath se
kyaa sab jahaa.n me.n jiite hai.n 'momin' isii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
jannat me.n bhii 'momin' na milaa haa.e buto.n se
jaur-e-ajal-e-tafraqa-pardaaz to dekho
Momin Khan Momin
Sher
kyaa jaane kyaa likhaa thaa use iztiraab me.n
qaasid kii laash aa.ii hai KHat ke javaab me.n
Momin Khan Momin
Sher
mai.n bhii kuchh KHush nahii.n vafaa kar ke
tum ne achchhaa kiyaa nibaah na kii