SEARCH RESULTS
Showing search results for "लुत्फ़-ए-ख़ास"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "लुत्फ़-ए-ख़ास"
Sher
paiGaam-e-lutf-e-KHaas sunaanaa basant kaa
dariyaa-e-faiz-e-aam bahaanaa basant kaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
yuu.n apne dar se Taal diyaa us ke naaz ne
andaaz-e-lutf-e-KHaas kariimaana ban gayaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
paiGaam-e-lutf-e-KHaas sunaanaa basant kaa
dariyaa-e-faiz-e-aam bahaanaa basant kaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
MORE MATCHES FOR "लुत्फ़-ए-ख़ास"
Ghazal
go 'lutf'-e-KHufta-baKHt ke aa.o na KHvaab me.n
lekin tire KHayaal ko nit dil me.n raah hai
Mirza Ali Lutf
Ghazal
'lutf' ye sher kahaa jis ne ajab shaa.er thaa
jis ke sun.ne se hu.e Tuk.De hazaaro.n dil ke
Mirza Ali Lutf
Ghazal
kis mu.nh se shukr kiijiye is lutf-e-KHaas kaa
pursish hai aur paa-e-suKHan darmiyaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tire nisaar tire lutf-e-KHaas ke qurbaa.n
ki tere haath ne rakkhaa hai dil kushaada miraa
Moeen Nizami
Ghazal
ham ahl-e-dil kii nisbato.n ke hai.n amii.n
ye lutf-e-KHaas hai KHaraab kar diyaa
Shahram Sarmadi
Ghazal
kahaa.n nasiib asiiro.n ko ye asiirii bhii
ye lutf-e-KHaas hai hazrat kaa ham faqiiro.n par
Shahram Sarmadi
Ghazal
zaKHm dabe to phir nayaa tiir chalaa diyaa karo
dosto apnaa lutf-e-KHaas yaad dilaa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
qabaa-e-ilm o hunar lutf-e-KHaas hai varna
tirii nigaah me.n thii merii naa-KHush andaamii
Allama Iqbal
Ghazal
milegaa kyaa vo tumhe.n aarzii masarrat se
jo lutf-e-KHaas Gam-e-mo'tabar me.n rahtaa hai
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
tuu ne jo kuchh diyaa vo diyaa lutf-e-KHaas se
paaband-e-aastii.n miraa dast-e-talab rahaa