SEARCH RESULTS
Showing search results for "लेकिन"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "लेकिन"
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "लेकिन"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "लेकिन"
Ghazal
Ibn e Insha
Sher
dushmanii jam kar karo lekin ye gunjaa.ish rahe
jab kabhii ham dost ho jaa.e.n to sharminda na ho.n
Bashir Badr
Ghazal
kise pukaar rahaa thaa vo Duubtaa hu.aa din
sadaa to aa.ii thii lekin ko.ii duhaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
chashm-e-qaatil mirii dushman thii hamesha lekin
jaisii ab ho ga.ii qaatil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil fasurda to hu.aa dekh ke us ko lekin
umr bhar kaun javaa.n kaun hasii.n rahtaa hai