SEARCH RESULTS
Showing search results for "वारदात-ए-क़ल्ब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "वारदात-ए-क़ल्ब"
Sher
shaa.erii to vaardaat-e-qalb kii ruudaad hai
qaafiya-paimaa.ii ko mai.n shaa.erii kaise kahuu.n
Nazim Barelvi
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
B S Jain Jauhar
Ghazal
Sajjad Haider
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "वारदात-ए-क़ल्ब"
Ghazal
shaa.erii to vaardaat-e-qalb kii ruudaad hai
qaafiya-paimaa.ii ko mai.n shaa.erii kaise kahuu.n
Nazim Barelvi
Ghazal
vo naam-levaa tire jaa chuke hai.n duniyaa se
janaab-e-'qalb' bhii aaKHir jahaa.n se guzre hai.n
Anees Qalb
Ghazal
tire huzuur ye kyaa vaardaat-e-qalb hai aaj
ki jaise chaa.nd pe badlii sii chhaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
vaardaat-e-qalb likkhii ham ne farzii naam se
aur haatho.n-haath us ko KHud hii le jaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
hote na sadaf 'qalb' tirii aa.nkh ke KHaalii
palko.n pe agar abr-e-guhar-baar na hote
Anees Qalb
Ghazal
kab tak mai.n chhuptaa rahtaa bhalaa tiirgii se 'qalb'
phir misl-e-aaftaab nikalnaa pa.Daa mujhe
Anees Qalb
Ghazal
kab talak 'qalb' ye Gam yuu.nhii dabaataa aaKHir
ashk jo Tapkaa to phir dard hamaaraa niklaa
Anees Qalb
Ghazal
jab 'qalb' ko hii hasrat-e-diidaar nahii.n hai
phir aam bhii ho jalva agar lutf-e-nazar kyaa
Anees Qalb
Ghazal
kyaa dekhte ho 'qalb' mire ashk-e-alam ko
aa.nsuu hai mirii aa.nkh kaa zamzam na samajhnaa
Anees Qalb
Sher
aashnaa jab tak na thaa us kii nigaah-e-lutf se
vaardaat-e-qalb ko husn-e-bayaa.n samjhaa thaa mai.n