SEARCH RESULTS
Showing search results for "शरीअत"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शरीअत"
Nazm
KHuda ka sawal
aur is par kitaab-e-hidaayat bhii dii
nabii bhii utaare sharii.at bhii dii
Abrar Ahmad Kashif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "शरीअत"
Nazm
tin aawazen
mere qaanuu.n bhii na.e merii sharii.at bhii na.ii
ab faqiihaan-e-haram dast-e-sanam chuume.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil kuchh subuut-e-hifz-e-sharii.at na de sakaa
saaqii ke lutf-e-KHaas pe itraa ke pii gayaa
Ehsan Danish
Sher
kahte hai.n tirii zulf kuu.n dekh ahl-e-sharii.at
qurbaan hai is kufr par iimaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ham ne dekhaa hai jo us but me.n nahii.n kah sakte
ki mubaadaa kahii.n sun paa.e.n sharii'at vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Naat
Mahirul Qadri
Ghazal
ahl-e-alfaaz sharii.at pe miTe jaate hai.n
kis ko samjhaa.uu.n mashiyyat ke ishaaraat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Qita
laazim hai mai-kade kii sharii.at kaa ehtiraam
ai daur-e-rozgaar zaraa la.Dkha.Daa ke chal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
idhar se mudda.ii guzre.nge iiqaan-e-sharii.at ke
nazar aa jaa.e shaayad ko.ii insaa.n dekhte rahnaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
aur sharii.at kii puuchhtaa hai tuu yaar
vahdahuu laa-shariik yaktaa hai