SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर-ए-चश्म"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सर-ए-चश्म"
Sher
vahii qatra jo kabhii kunj-e-sar-e-chashm me.n thaa
ab jo phailaa hai to sailaab hu.aa jaataa hai
Kausar Mazhari
Ghazal
tarz-e-maj.huul sar-e-chashm numuudaar hu.e
phuul hii phuul sar-e-chashm numuudaar hu.e
Shabbeer Ehram
MORE MATCHES FOR "सर-ए-चश्म"
Ghazal
dil-e-Gariib ko ghar kaa hu.aa na chain nasiib
ise to 'umr sar-e-rahguzaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
sar-e-chashm rahte hai.n ashko.n ke jalve
diye jis tarah ho.n bha.nvar ke kinaare
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
sahaabii shaam sar-e-chashm phailte jugnuu
kisii KHayaal ne bo dii ye kahkashaa.n mujh me.n