SEARCH RESULTS
Showing search results for "हसरत-ए-दिल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हसरत-ए-दिल"
Sher
aataa hai daaG-e-hasrat-e-dil kaa shumaar yaad
mujh se mire gunah kaa hisaab ai KHudaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
hasrat-e-dil yuu.n nikaalii jaa.egii
aarzuu me.n jaan Daalii jaa.egii
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Rubai
jo hasrat-e-dil hai vo nikalne kii nahii.n
jo baat hai kaam kii vo chalne kii nahii.n
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "हसरत-ए-दिल"
MORE MATCHES FOR "हसरत-ए-दिल"
Sher
hasrat-e-dil naa-mukammal hai kitaab-e-zindagii
jo.D de maazii ke sab auraaq mustaqbil ke saath
Figar Unnavi
Ghazal
Khadeeja Mariyam
Sher
dil-lagii me.n hasrat-e-dil kuchh nikal jaatii to hai
bose le lete hai.n ham do-chaar ha.nste bolte
Munshi Amirullah Tasleem
Sher
na niklii hasrat-e-dil ek bhii hazaar afsos
adam se aa.e the kyaa kyaa ham aarzuu karte
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
judaa kare.nge na ham dil se hasrat-e-dil ko
aziiz kyuu.n na rakhe.n zindagii ke haasil ko
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
Sohail Azeemabadi
Ghazal
ilaaj-e-hasrat-e-dil-giir kar rahaa huu.n mai.n
muqaddaraat kii ta.amiir kar rahaa huu.n mai.n