SEARCH RESULTS
Showing search results for "हैरत-सरा-ए-इश्क़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हैरत-सरा-ए-इश्क़"
Ghazal
har kaa.enaat se ye alag kaa.enaat hai
hairat-saraa-e-ishq me.n din hai na raat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hairat-saraa-e-‘ishq me.n daaKHil hu.aa thaa mai.n
phir yuu.n hu.aa ki apnii KHabar se nikal gayaa
Salim Saleem
Sher
saraa-e-ishq me.n baiThe hu.e hai.n dil vaale
aur ek aaKHirii tohmat ke intizaar me.n hai.n
Aziz Nabeel
PAGE MATCHES FOR "हैरत-सरा-ए-इश्क़"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "हैरत-सरा-ए-इश्क़"
MORE MATCHES FOR "हैरत-सरा-ए-इश्क़"
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
ko.ii to hai jo is hairat-saraa-e-nuur-o-zulmat me.n
sitaare ko ziyaa aa.iine ko timsaal detaa hai
Farasat Rizwi
Ghazal
kyaa mujhe KHush aa.e ye hairat-saraa-e-be-sabaat
hosh u.Dne ke liye hai jaan jaane ke liye
Akbar Allahabadi
Ghazal
fareb khaa.e hai.n 'hairat' tarah tarah ke magar
fareb-e-ishq bhii khaa.o to ko.ii baat bane
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
mai.n shahanshaah-e-dayaar-e-ishq huu.n hairat nahii.n
ho gayaa jab un se yaaraana to andaaza hu.aa
Hairat Allahabadi
Ghazal
mai.n shahanshaah-e-dayaar-e-ishq huu.n 'hairat' nahii.n
ho gayaa jab un se yaaraana to andaaza hu.aa
Hairat Allahabadi
Ghazal
kiije firaaq se visaal kohna saraa-e-ishq me.n
nazr guzaariye ko.ii aur bhii naqd-e-jaa.n ke baad