SEARCH RESULTS
Showing search results for ".baua"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".baua"
Ghazal
tirii naazukii se jaanaa ki ba.ndhaa thaa ahd bodaa
kabhii tuu na to.D saktaa agar ustuvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".baua"
Ghazal
jhuuT bolaa hai to qaa.em bhii raho us par 'zafar'
aadmii ko saahab-e-kirdaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
sabz hotii hii nahii.n ye sarzamii.n
tuKHm-e-KHvaahish dil me.n tuu botaa hai kyaa
Meer Taqi Meer
Marsiya
ai charKH-e-be-madaar ye kaisaa sitam hai aah
shamshiir-e-shimr aur mohammad kii bosa-gaah
Meer Anees
Ghazal
phir kaagaa bolaa ghar ke suune aa.ngan me.n
phir amrit ras kii buu.nd pa.Dii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
Gulzar
Ghazal
dil jal rahaa hai zard shajar dekh dekh kar
ab chaahato.n ke biij na boyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
dikhaa ke jumbish-e-lab hii tamaam kar ham ko
na de jo bosa to mu.nh se kahii.n javaab to de
Mirza Ghalib
Sher
bosa-e-ruKHsaar par takraar rahne diijiye
liijiye yaa diijiye inkaar rahne diijiye
