SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rahu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".rahu"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".rahu"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
ham jiite-jii masruuf rahe
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zahr ka dariya
vo jis me.n bhes raahu badal na sake
badal bhii le to amrit ko pii na sake
Qaleel Jhansvi
Nazm
sandal ki KHushbu aur sanp
phir kyuu.n ye dushT raahuu ketuu kii tarah
piinaa chaahtaa hai use buu.nd buu.nd chaal-baazii se
Perwaiz Shaharyar
Ghazal
nahiif kaa.ndho.n pe baar-e-Gam-e-do-aalam hai
saraapaa raahuu o ketuu kaa taKHt huu.n shaayad
Aqeel Shadab
Nazm
zahr ka dariya
vo jis me.n bhes raahuu badal na sake
badal bhii le to amrit ko pii na sake
Qaleel Jhansvi
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n