SEARCH RESULTS
Showing search results for ".uqjk"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".uqjk"
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
do lab aqiiq guhar pankhu.Dii sharaab-e-kuhan
laziiz narm mulaa.im shariir bhiigii kalii
Shahzad Qais
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR ".uqjk"
MORE MATCHES FOR ".uqjk"
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
ruup sunahraa aa.nkh ka.nval hai kyaa likkhuu.n
us kii ik-ik baat Gazal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Kulliyat
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Nazm
kya gul-badani hai
ye surKHi-e-lab hai ki aqiiq-e-yamanii hai
kyaa gul-badanii gul-badanii gul-badanii hai
Josh Malihabadi
Ghazal
saaraa jahaan naam ke piichhe tabaah hai
insaan kiyaa aqiiq-e-yaman se nikal gayaa
Ameer Minai
Naat
aa.nkho.n se Tapaktaa hai mirii rang-e-ovaisii
jo laKHt-e-jigar hai vo aqiiq-e-yamanii hai
Ameer Minai
Ghazal
aqiiq gauhar-o-almaas niilam-o-yaaquut
ye sab nagiine ye kankar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Mukhammas
aqiiq-ho.nTo.n pe jab qahqahe machalte hai.n
''sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
Ain Seen
Ghazal
mizhgaa.n pe mire laKHt-e-jigar hii nahii.n yaaro
is taar se vo rishta aqiiq-e-yamanii hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
har ashk miraa hai dur-e-shahvaar se behtar
har laKHt-e-jigar rashk-e-aqiiq-e-yamanii hai