SEARCH RESULTS
Showing search results for ".uqjk"
Ghazal MATCHES FOR ".uqjk"
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
do lab aqiiq guhar pankhu.Dii sharaab-e-kuhan
laziiz narm mulaa.im shariir bhiigii kalii
Shahzad Qais
Ghazal
yahii aqiiq the shaaho.n ke taaj kii ziinat
jo u.ngliyo.n me.n madaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
ruup sunahraa aa.nkh ka.nval hai kyaa likkhuu.n
us kii ik-ik baat Gazal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
saaraa jahaan naam ke piichhe tabaah hai
insaan kiyaa aqiiq-e-yaman se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
aqiiq gauhar-o-almaas niilam-o-yaaquut
ye sab nagiine ye kankar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Ghazal
mizhgaa.n pe mire laKHt-e-jigar hii nahii.n yaaro
is taar se vo rishta aqiiq-e-yamanii hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
har ashk miraa hai dur-e-shahvaar se behtar
har laKHt-e-jigar rashk-e-aqiiq-e-yamanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Imran Rahib
Ghazal
naam luu.n kis kaa ki ik gul ke liye jaate hai.n
ashk aa.nkho.n se aqiiq-e-jigarii kii suurat
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vo zulf hai to harf-e-tataar-o-KHutan Galat
is lab ke hote naam-e-aqiiq-e-yaman Galat
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jaam-e-aqiiq zard hai nargis ke haath me.n
taqsiim kar rahaa hai mai-e-arGavaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jam jaa.e tasavvur jo tire buuTe se qad kaa
pathraa ke bane saaf aqiiq-e-shajarii aa.nkh