SEARCH RESULTS
Showing search results for ".yahy"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".yahy"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".yahy"
Ghazal
yahii hai zindagii kuchh KHvaab chand ummiide.n
inhii.n khilauno.n se tum bhii bahal sako to chalo
Nida Fazli
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Sher
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai maujzan ik qulzum-e-KHuu.n kaash yahii ho
aataa hai abhii dekhiye kyaa kyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
muddato.n se yahii aalam na tavaqqo na umiid
dil pukaare hii chalaa jaataa hai jaanaa.n jaanaa.n





