SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dasne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Dasne"
Ghazal
Dasne lage hai.n KHvaab magar kis se boliye
mai.n jaantii thii paal rahii huu.n sa.npoliye
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Dasne"
Ghazal
ab agar Dasne lage hai.n to gila kyaa karnaa
aastiino.n me.n to KHud saa.np the paale kyaa kyaa
Ahmad Irfan
Ghazal
har martaba Dasne ke iraade me.n hai vo zulf
azhdar ye agar mujh ko nigal jaa.e to achchhaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
jin ko alfaaz se Dasne kaa hunar aataa hai
haath ab un se milaayaa to nahii.n jaa saktaa
SabeenSaif
Ghazal
Dasne lagtii hai mirii KHaana-badoshii mujh ko
jab ko.ii panchhii kabhii shaam ko ghar jaataa hai
Aalam Nizami
Ghazal
Dasne lagii hai.n ham ko zamaane kii raunaqe.n
ham jurm-e-aashiqii ke sazaa-vaar kyaa hu.e
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Arsh Sahbai
Nazm
nae aadmi ki talash mein:
sab ko Dasne lagii raah kii be-hisii
aur phir sab vo ik duusre ke liye