SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dasne"
Ghazal MATCHES FOR "Dasne"
Ghazal
Dasne lage hai.n KHvaab magar kis se boliye
mai.n jaantii thii paal rahii huu.n sa.npoliye
Parveen Shakir
Ghazal
af'ii kii tarah Dasne lagii mauj-e-nafas bhii
ai zahr-e-Gam-e-yaar bahut ho chukii bas bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
is raah se guzraa huu.n jahaa.n saa.ns na de saath
har naqsh-e-kaf-e-paa mire Dasne ke liye thaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ab agar Dasne lage hai.n to gila kyaa karnaa
aastiino.n me.n to KHud saa.np the paale kyaa kyaa
Ahmad Irfan
Ghazal
har martaba Dasne ke iraade me.n hai vo zulf
azhdar ye agar mujh ko nigal jaa.e to achchhaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
jin ko alfaaz se Dasne kaa hunar aataa hai
haath ab un se milaayaa to nahii.n jaa saktaa
SabeenSaif
Ghazal
Dasne lagtii hai mirii KHaana-badoshii mujh ko
jab ko.ii panchhii kabhii shaam ko ghar jaataa hai
Aalam Nizami
Ghazal
Dasne lagii hai.n ham ko zamaane kii raunaqe.n
ham jurm-e-aashiqii ke sazaa-vaar kyaa hu.e
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Arsh Sahbai
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kabhii to ko.ii falak se utar ke paas aa.e
kabhii to Dasne se baaz aa.e faasla mujh ko
Wazir Agha
Ghazal
Dasne ko miraa dil hai tirii zulf kii naagin
taa.uus-KHat us ko jo nigal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
javaanii me.n kyuu.n sar uThaa.e.n na gesuu
ki ab Dasne vaale ye kaale hu.e hai.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Dasne lagtii hai mirii KHaana-badoshii mujh ko
jab ko.ii panchhii kabhii shaam ko ghar jaataa hai
Aalam Nizami
Ghazal
vo to aataa hai a.ndhere hii me.n Dasne ke liye
ab to har samt ujaalaa hai chalaa jaa.egaa