SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaanqaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHaanqaah"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jab mai-kada chhuTaa to phir ab kyaa jagah kii qaid
masjid ho madrasa ho ko.ii KHaanqaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
mire kaduu ko Ganiimat samajh ki baada-e-naab
na madrase me.n hai baaqii na KHaanqaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
ham to ga.e the shaiKH ko insaan buujh kar
par ab se KHaanqaah me.n jaayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHaanqaah"
Ghazal
uThaa mai.n madrasa o KHaanqaah se Gamnaak
na zindagii na mohabbat na ma.arifat na nigaah
Allama Iqbal
Ghazal
kiye hai.n faash rumuuz-e-qalandarii mai.n ne
ki fikr-e-madrasa-o-KHaanqaah ho aazaad
Allama Iqbal
Sher
Shamim Abbas
Ghazal
miraa sabuucha Ganiimat hai is zamaane me.n
ki KHaanqaah me.n KHaalii hai.n suufiyo.n ke kaduu
Allama Iqbal
Ghazal
KHaraab koshak-e-sultaan o KHaanqaah-e-faqiir
fuGaa.n ki taKHt o musallaa kamaal-e-razzaaqii
Allama Iqbal
Sher
jab mai-kada chhuTaa to phir ab kyaa jagah kii qaid
masjid ho madrasa ho ko.ii KHaanqaah ho