SEARCH RESULTS
Showing search results for "ThanDe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ThanDe"
Ghazal
sub.h ke ThanDe farsh pe guu.njaa us kaa ek suKHan
kirno.n kaa guldasta dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n jab bhii chhuutaa huu.n apne badan kii miTTii ko
to lams phir usii ThanDe badan kaa hotaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
ThanDe kiye Gairo.n ke dil aur ham ko jalaayaa
ik the to mohabbat ke gunahgaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
alaav ThanDe hai.n logo.n ne jaagnaa chho.Daa
kahaanii saath hai lekin kise sunaa.e.nge
Aashufta Changezi
PAGE MATCHES FOR "ThanDe"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ThanDe"
Nazm
aadhi raat
ye sar-niguu.n hai.n sar-e-shaaKH phuul gu.Dhal ke
ki jaise be-bujhe a.ngaare ThanDe pa.D jaa.e.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
rishwat
dast-kaarii ke ufuq par abr ban kar chhaa.iye
jahl ke ThanDe lahuu ko ilm se garmaa.iye
Josh Malihabadi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
kariim suuraj
jo ThanDe patthar ko apnii golaa.ii
Noon Meem Rashid
Ghazal
na ho.nge soz-e-mohabbat ke dil-jale ThanDe
bharii hai aatish-e-Gam maGz-e-ustuKHvaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
ThanDe mausam me.n pukaaraa ko.ii ham aate hai.n
jis me.n ham khel rahe the vo galii yaad nahii.n