SEARCH RESULTS
Showing search results for "ThanDe"
Ghazal MATCHES FOR "ThanDe"
Ghazal
sub.h ke ThanDe farsh pe guu.njaa us kaa ek suKHan
kirno.n kaa guldasta dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
ThanDe kiye Gairo.n ke dil aur ham ko jalaayaa
ik the to mohabbat ke gunahgaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
alaav ThanDe hai.n logo.n ne jaagnaa chho.Daa
kahaanii saath hai lekin kise sunaa.e.nge
Aashufta Changezi
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
ThanDe mausam me.n pukaaraa ko.ii ham aate hai.n
jis me.n ham khel rahe the vo galii yaad nahii.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
na ho.nge soz-e-mohabbat ke dil-jale ThanDe
bharii hai aatish-e-Gam maGz-e-ustuKHvaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
sulagtii ret hai aur ThanDe paaniyo.n kaa safar
vo kaun hai jo hame.n raasta dikhaataa hai
Aashufta Changezi
Ghazal
tirii lagaa.ii hu.ii aag hashr tak na bujhii
hu.e na mar ke bhii ThanDe tire jalaa.e hu.e
Fani Badayuni
Ghazal
TuuTaa ta.alluqaat kaa har ek silsila
ThanDe pa.De hai.n vasl ke jazbaat kyaa kare.n
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
jin se ho.n soKHta-jaano.n ke kaleje ThanDe
unhii.n jalvo.n se 'hasan' tuur ko jaltaa dekhaa
Hasan Barelvi
Ghazal
kyaa zaruurii hai ki har kaam saliiqe se ho
jazbe ThanDe sahii cigarette jalaate rahiye