SEARCH RESULTS
Showing search results for "aagosh-e-mashiyyat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aagosh-e-mashiyyat"
Ghazal
un ke aaGosh-e-mashiyyat me.n hai naakaamii mirii
kaam kuchh is tarah big.Daa hai ki goyaa ban gayaa
Fani Badayuni
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
shaaKH-e-jazbaat pe naGmaat kaa manzar KHaamosh
Gam kii aaGosh me.n armaa.n kaa kabuutar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
Sahir Ludhianvi
MORE MATCHES FOR "aagosh-e-mashiyyat"
Ghazal
dekhii to faqat taabish-e-asraar-e-mashiyyat
sajde ke tamannaa.ii ne KHanjar nahii.n dekhaa
Syed Mohammad Baqar
Ghazal
jab iKHtiyaar-e-jabr-e-mashiyyat me.n aa ga.e
tujh se bichha.D ke taaza rifaaqat me.n aa ga.e
Muhib Wafa
Ghazal
is ehtimaam-e-jashn-e-mashiyyat ko kyaa kahuu.n
paidaa kiyaa hai dard dil-e-aadmii ke saath
Anwar Sabri
Ghazal
jo rah gayaa nigah-e-sozan-e-mashiyyat se
qabaa-e-ziist kaa vo chaak-e-be-rafuu mai.n thaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
mar jaa.uu.n na kyuu.n rashk se jab vo tan-e-naazuk
aaGosh-e-KHam-e-halqa-e-zunnaar me.n aave