SEARCH RESULTS
Showing search results for "aarsi mushaf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aarsi mushaf"
Ghazal
aa ki is jhiil ko ham aarsii mus.haf kar le.n
'aks-dar-'aks hii ho jaa.e milan paanii me.n
Nasreen Syed
Ghazal
Arsh Siddiqui
Ghazal
ik rasm rasm-e-aarsii-mus.haf kii rasm thii
muddat se intizaar vo jis kaa use bhii thaa
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
kaise duur-andesh munsif the ki insaafan mujhe
maante the be-KHataa lekin rihaa karte na the
Nashtar Khaanqahi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
aarsii-mus.haf
आरसी-मुसहफ़ آرْسی مُصْحَف
looking at the bride and at the Qur'an, wedding rite comprising new couple's mutual introduction, marriage ritual among Muslims in which the bride and the bridegroom look at each other's faces in a mirror
Arabic, Sanskrit
aarsii-mus.haf dekhnaa
आरसी-मुस्हफ़ देखना آرْسی مُصْحَف دیكھنا
آرسی مصحف دكھانا كا لازم
aarsii-mus.haf dikhaanaa
आरसी-मुस्हफ़ दिखाना آرْسی مُصْحَف دِكھانا
آرسی مصحف كی رسم ادا كرنا
mus.haf-e-aarsii
मुसहफ़-ए-आरसी مُصْحَفِ آرْسی
آرسی مصحف جو زیادہ مستعمل ہے (شادی کی ایک رسم جس میں نکاح کے بعد دولھا دلہن کو آمنے سامنے بٹھاتے ہیں پھر آئینہ اور قرآن مجید دکھاتے ہیں)
Arabic, Sanskrit
BOOKS MATCHES FOR "aarsi mushaf"
MORE MATCHES FOR "aarsi mushaf"
Kulliyat
naaz-o-adaa ke saath vo dilbar shakiil hai
tasviir chii.n kii ruu-baruu us ke zaliil hai
Meer Taqi Meer
Sher
aisii aazurdagii kyaa thii hame.n is kuuche se
phir na aane kii jo ham khaa ke qasam nikle hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
is aalam-e-viiraa.n me.n kyaa anjuman-aaraa.ii
do roz kii mahfil hai ik umr kii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sher
aaKHir to arsh par hai.n arvaah-e-shaa.iraa.n bhii
jaave.nge vaa.n to un kii garm anjuman kare.nge
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
hai yahaa.n kis ko dimaaG anjuman-aaraa.ii kaa
apne rahne ko makaa.n chaahiye tanhaa.ii kaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
mai.n kinga-e-arsh se par maar ke guzraa
allaah-re rasaa.ii mirii parvaaz to dekho
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
KHaana-e-dil pe binaa arsh kii tuu rakh to sahii
phail jaatii hai imaarat me.n zamii.n tho.Dii sii
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
agarche dil to hame.n tum se kuchh aziiz nahii.n
pa kyaa karoge ki aisii to kuchh ye chiiz nahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ye kab KHayaal me.n laate hai.n taaj-e-shaahii ko
dimaaG arsh pe hai tere kam-dimaaGo.n kaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
rakhtaa hai qadam naaz se jis dam tuu zamii.n par
kahte hai.n farishte tujhe jai arsh-e-barii.n par
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
naqshe to bahut saane-e-qudrat ne banaa.e
par ban na sakaa phir dahan aisaa kamar aisii
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kuchh is qadar nahii.n safar-e-hastii-o-adam
gar paa.nv uThaa.iye to ye arsa hai do qadam