SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiqana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aashiqana"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sayyaad-e-gul-ezaar dikhaataa hai sair-e-baaG
bulbul qafas me.n yaad kare aashiyaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye kis KHalish ne phir is dil me.n aashiyaana kiyaa
phir aaj kis ne suKHan ham se Gaa.ebaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aashiqana"
Ghazal
vo adaa-e-dilbarii ho ki navaa-e-aashiqaana
jo dilo.n ko fat.h kar le vahii faateh-e-zamaana
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo siidhii-saadii adaa.e.n ki bijliyaa.n barse.n
vo dil-baraana muravvat ki 'aashiqaana lage
Nasir Kazmi
Ghazal
hamesha fikr se yaa.n aashiqaana sher Dhalte hai.n
zabaa.n ko apnii bas ik husn kaa afsaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aashiqaana hai aqiida bhii hamaaraa 'maa.il'
le ke ham naam-e-butaa.n zikr-e-KHudaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Mazahiya
Gam-o-ra.nj-e-aashiqaana nahii.n calculatoraana
use mai.n shumaar kartaa jo na be-shumaar hotaa
Anwar Masood
Ghazal
mirii justujuu kaa haasil miraa shauq-e-vaalihaana
mirii aarzuu kii manzil na chaman na aashiyaana
Naaz Muradabadi
Ghazal
rabt-o-zabt-e-baahamii ke haa.e vo raaz-o-niyaaz
aashiqaana husn thaa aur ishq ma.ashuuqaana thaa
Bismil Saeedi
Mazahiya
ba-tarz-e-aashiqaana dau.D kar behosh ho jaanaa
ba-ra.ng-e-dil-baraana jhaa.nk kar ruu-posh ho jaanaa

